Maine tere liye chhoda hai zamana
Zara tera irada to Bata
Aise nazrein mujhe chura na
Zara tera irada to Bata
Chaya hai mujhpe tera hi nasha
Kambakht dil ye kahaan ja phansa
Samajh nazar ka ishara.....
Gali Gali mein phirta hai
Tu kyu banke banjara
Ah mere dil mein basja
Mere aashiq awaara....
Tera kusoor hai na mera kusoor
Dono ke dono paas hoke bhi door
Teri wajah se main to soyi nehi
Meri wajah se tu bhi jaaga zaroor
Tu meri mohabbat se bach na sakega
Samaj janeman ye ishara..
Gali gali mein phirta hai
Tu kyun banke banjara
Aa mere dil mein basja
Mere aashiq awaara.
No comments:
Post a Comment